Wednesday, June 8, 2011

Jiyein Kyun---> "Na aaye ho, na aaoge, na phone pe bulaoge"

Na aaye ho, na aaoge, na phone pe bulaoge
Na shaam ki karaari chai, labhon se yun pilaoge
Na aaye ho, na aaoge, na din dhale sataoge
Na raat ki nashili bye se neendh mein jagaoge
Gaye tum gaye ho kyun, yeh raat baaki hai
Gaye tum gaye ho kyun, saath baaki hai
Gaye tum gaye hum tham gaye har baat baaki hai
Gaye kyun toh jiyein kyun

Na aaye ho, na aaoge, na dooriyaan dhikhaoge
Na thaam ke woh josh mein yun hosh se udaoge
Na aaye ho, na aaoge, na jhoot se sunaoge
Na rooth ke sihane mein, remote ko chupaoge
Gaye tum gaye ho kyun, yeh raat baaki hai
Gaye tum gaye ho kyun, saath baaki hai
Gaye tum gaye hum tham gaye har baat baaki hai
Gaye kyun toh jiyein kyun

Aankh bhi tham gayi, na thaki
Raat bhi na bhati, na kati
Raat bhi cherti marrti
Neendh bhi lutt gayi, chiin gayi
Raat bhi na sahi, na rahi
Raat bhi laazmi, zaalmi
Gaye tum gaye ho kyun, yeh raat baaki hai
Gaye tum gaye ho kyun, saath baaki hai
Gaye tum gaye hum tham gaye har baat baaki hai
Gaye kyun toh jiyein kyun
Gaye kyun toh jiyein kyun

Na aaye ho, na aaoge, na phone pe bulaoge
Na shaam ki karaari chai, labhon se yun churaoge

Wednesday, March 9, 2011

Ab duniya se shikwa nahi hai

Ab duniya se shikwa nahi hai
Na raha ab zindagi se gila
Kis ka karam hai, kis ki dua hai
Ya naseebon se tu mujh ko mila

Ab jo mile ho, door na jaana
Tere bina dil lagta nahi

Mera jeena hain kya, marna hai kya,
jab saath tera nahi Paake rab kya karun,
jab tu hi mera nahi Mera jeena hain kya,
marna hai kya, jab saath tera nahi Paake rab kya karun,
jab tu hi mera nahi

I never gonna live without you baby now
You'll be only one who'll always be my fantasy You'll be only one to make me reach my ecstasy I don't want nobody else but you I'm lovin' you, I'm lovin' you

Berang se din the, tanha thi raatein
Kuch na badalta, jo tum na aate
Berang se din the, tanha thi raatein

Kuch na badalta, jo tum na aate
Kehne ko yun toh rishte kayi hain
Rishton mein koi apna nahi

Mera jeena hai kya, marna hai kya,
jab saath tera nahi Paake rab kya karun,
jab tu hi mera nahi Mera jeena hai kya,
marna hai kya, jab saath tera nahi Paake rab kya karun,
jab tu hi mera nahi

Kyun chup gaya hai, akhiyon ko neechay
Sharm-o-haya ke pardon ke peechay
Kyun chup gaya hai, akhiyon ko neechay
Sharm-o-haya ke pardon ke peechay
Apne sanam se parda hai kaisa
Jab ke khuda se parda nahi.....

Mera jeena hai kya, marna hai kya,
jab saath tera nahi Paake rab kya karun,
jab tu hi mera nahi Mera jeena hai kya,
marna hai kya, jab saath tera nahi Paake rab kya karun,
jab tu hi mera nahi

Ab duniya se shikwa nahi hai
Na raha ab zindagi se gila
Kis ka karam hai, kis ki dua hai
Ya naseebon se tu mujh ko mila
Ab jo mile ho, door na jaana
Tere bina dil lagta nahi.....

Mera jeena hai kya, marna hai kya, jab saath tera nahi Paake rab kya karun, jab tu hi mera nahi Mera jeena hai kya, marna hai kya, jab saath tera nahi Paake rab kya karun, jab tu hi mera nahi...

Sunday, February 21, 2010

Kaisi Hai Ye Udaasi

Kaisi Hai Ye Udaasi

Kaisi hai ye udhaasi chaayee… mere dil
Kaisi geheri hai ye tanhaye… mere dil
Raahon mein yaadon ki khaamoshi barse
Ankhon mein jo gum hai aasu ko tarse
Ye bataa… ye kyun hua
Bujh gaya… kyun har diya
Kaisi hai ye udhaasi chaayee… mere dil
Aaaa aaaa aaaa…
Hoo
Jo bhi mila, woh kho gaya
Tujhko pataa hai aisa hi sada hota hai
Jaana hi tha woh jo gaya,
Dil tu akela aise kyun bhala rota hai
Bhoole jo hain tujhko ab unko bhool ja tu bhi
Warna mere saath yaadon ke zakhm kha tu bhi
Maan ja… ae dil mere
Bhool ja… shikwe giley
Kaisi hai ye udhaasi chaayee…
Hoo
Tu hi bataa e dil mere
Maine to hamesha tera hi kaha… maana hai
Kyun hai mujhe ye gum ghere
Mujhe umar kya bas yehi sazaa paana hai
Sapne buyo maine aur dard maine hai kaate
Gaaye geet maine aur paaye maine sanaate
Aarzoo… nakaam hai
Suni si… har shaam hai
Kaisi hai ye udhaasi chaayee… mere dil
Kaisi geheri hai ye tanhaye...

Tuesday, January 19, 2010

Dil To Bachcha Hai Ji

Just for U!

Dil To Bachcha Hai

Aisi ulji nazar unse hatt ti nahi
Daant se reshmi dor katt ti nahi
Umar kab ki baras ke safaid ho gayi
Kaari badari jawani ki chatt ti nahi
Walla ye dhadkan bhadne lagi hai
Chehre ki rangat udne lagi hai
Darr lagta hai tanha sone mein ji
Dil to bachcha hai ji
Dil to bachcha hai ji
Thoda kaccha hai ji
Haan dil to baccha hai ji
Aisi ulji nazar unse hatt ti nahi
Daant se reshmi dor katt ti nahi
Umar kab ki baras ke safaid ho gayi
Kaari badari jawani ki chatt ti nahi
Ra ra ra ..

Kisko ptaa tha pehlu mein rakha
Dil aisa baaji bhi hoga
Hum to hamesha samajhte the koi
Hum jaisa haaji hi hoga
Hai zor karein, kitna shor karein
Bewaja baatein pe ainwe gaur karein
Dilsa koi kameena nahi
Koi to rokey, koi to tokey
Iss umar mein ab khaogey dhokhe
Darr lagta hai ishq karne mein ji
Dil to bachcha hai ji
Dil to bachcha hai ji
Thoda kaccha hai ji
Haan dil to baccha hai ji

Aisi udhaasi baithi hai dil pe
Hassne se ghabra rahe hain
Saari jawani katra ke kaati
Piri mein takra gaye hain
Dil dhadakta hai to aise lagta hai woh
Aa raha hai yahin dekhta hi na woh
Prem ki maarein kataar re
Taubah ye lamhe katt te nahi kyun
Aankhein se meri hatt te nahi kyun
Darr lagta hai mujhse kehne mein ji
Dil toh bachcha hai ji
Dil toh bachcha hai ji
Thoda kaccha hai ji
Haan dil toh baccha hai ji

See how...

Tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu

Just for u!

Tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu
aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko
jaan re, jaan re, in saanso mein bas jaa tu
chaand re, chaand re, aajaa dil ki zameen pe tu

chahat hai agar aake mujhase mil jaa tu
yaa phir aaisa kar, dharti se mila de mujhko
tu he re, tu he re tere bina main kaise jiyu
aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko

in saanso ka dekho tum paagalpan ke
aaye nahi inhe chain
mujhase ye boli main raahon mein teri
apne bichhaa du ye nain
in uunche pahaadon se jaan de dunga main
gar tum naa aai kahi
tum udhar jaan ummeed meri jo todo
idhar ye jahaan chhodu main
maut aur, zindagi, tere haathon mein de diya re

aayi re, aayi re, le main aayi hu tere liye
toda re, toda re, har bandhan ko pyar ke liye
jaan re, jaan re, aajaa tujhamein sama jaau main
dil re dil re, teri saanson mein bas jaau main

chaahat hai agar aake mujhase mil jaa tu
yaa phir aisaa kar, dharati se milaa de mujhko
tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu
aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko


aa ......

sau baar bulaaye main sau baar aaun,
ik baar jo dil diya
ik aankh roye to duji bolo,
soyegi kaise bhala,
in pyaar ki raahon mein patthar hain kitane
un sab ko he paar kiya
ek nadi hoon main chaahat bhari aaj milne
saagar ko aayi yahaan
sajnaa, sajnaa, aaj aansu bhi meethe lage

tu hi re, tu hi re tere bina main kaise jiyu
aajaa re, aajaa re, yu he tadpa na tu mujhko
jaan re, jaan re, in saanso mein bas jaa tu
chaand re, chaand re, aajaa dil ki zameen pe tu

pal pal pal pal waqt to bitaa jaaye re
zaraa bol zaraa bol waqt se ke vo tham jaaye re
aayi re, aayi re, le main aayi hu tere liye
jaan re, jaan re, aajaa tujhamein samaa jaau main

Missing you!!!

Ankhiyon Ke Jharokhon Se


Just for UP!
Ankhiyon Ke Jharokhon Se Maine Dekha Jo Saanware
Tum Door Nazar Aaye Badi Door Nazar Aaye


Band Karke Jharokhon Ko Zara Baithee Jo Sochne
Man Mein Tumhi Muskaye Man Mein Tumhi Muskaye


Ankhiyon Ke Jharokhon Se

Ek Man Tha Mere Paas Woh Ab Khone Laga Hai
Paakar Tujhe Hai Mujhe Kuchh Hone Laga Hai


Ek Tere Bharose Pe Sab Baithee Hoon Bhool Ke
Yoon Hi Umar Guzar Jaye Tere Saath Guzar Jaye


Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

Jeeti Hoon Tujhe Dekh Ke Marti Hoon Tumhi Pe
Tum Ho Jahan Saajan Meri Duniya Hai Wahin Pe


Din Raat Dua Maange Mera Man Tere Waaste
Kabhi Apni Ummeedon Ka Kahin Phool Na Murjhaye


Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

Maein Jab Se Tere Pyar Ke Rangon Mein Rangi Hoon


Jaagte Hue Soi Nahin Neendon Mein Jagi Hoon
Mere Pyar Bhare Sapne Kahin Koi Na Chheen Le


Man Soch Ke Ghabraye Yahi Soch Ke Ghabraye
Ankhiyon Ke Jharokhon Se...

Missing you!

Tuesday, December 29, 2009

Chal chale apne ghar

Just for UP!

Chal chale apne ghar
Aye mere humsafar
Band darwaaje kar
Sabse hooo bekhabar
Pyaar dono kare
Raat bhar tuut kar
Chal chale apne ghar
hum safar
Chal chale apne ghar
hum safar

Na jahan bheed ho
Na jahan hhar ke log
Na seher mein basee laakhoon logo ka shor
Chand lamhe tu inse mujhe durr kar

Chal chale apne ghar
humsafar
Chal chale apne ghar
humsafar

Dooriyan se mita
Jo bhi hai darmiyan
Aaj kuch aise mil
Ek ho jaye jaan
bhar mujhe bhaahon mein
le doba chah mein
pyaar kar tu bepanaanah
katham bechain raaat ke ho silsilay
Yun laga le muhjhe aj apne gale
Kholo har bandisein
Ajj mujhe mein utar
Chal Chale apne ghar
hum safar
chal chale apne ghar
hum safar
chal chale apne ghar
hum safar


Missing You!